Feb 23, 2009

'Masak kali ' on my terrace !

I caught it in my camera...while it decked on my terrace !



ei masak kali masak kali
ud matak kali matak kali

zara pankh jhatak
gayi dhool atak
aur lachak dur bhatak
ud dagar dagar
kasbe kooche
nukkad basti mein ye ye ye
tadi se mud ada se ud
karle poori dil ki tamanna
hawa se jud ada se ud
phur phur phur
tu hai heera panna re
masak kali masak kali
ud matak kali matak kali


ghar tera saloni badal ki colony
dikhlaade thenge in sabko jo udna naa jaane

udiyo na dariyo kar
manmaani manmaani manmaani
badhiyo naa mudiyo kar naadani
badhiyo naa mudiyo kar naadani
tan taanle muskaan le
kahe sana nana nana nanana hawa
bas thaan le tu jaan le
kahe sana nana nana nanana hawa

tujhe kya gham tera rishta
gagan ki baansuri se hai
pawan ki guftagoo se hai
sooraj ki raushni se hai!!


ei masak kali masak kali
ud matak kali matak kali

No comments:

Related Posts with Thumbnails